!doctype html> आया माँ का संदेशा आज, चलो: भजन (Aaya Maa Ka Sandesha Aaj Chalo) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Aaya Maa Ka Sandesha Aaj Chalo — आया माँ का संदेशा आज, चलो: भजन devotional song
Aarti भजन

आया माँ का संदेशा आज, चलो: भजन

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj Chalo

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

आया माँ का संदेशा आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों,

चलो माँ के भवन को भक्तों,

आया मां का संदेशा आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों ॥मैया ने भेजी पाती,

माँ भवन पे हमें बुलाती,

मेरी किस्मत जग गई आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों,

आया मां का संदेशा आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों ॥

पूजा की थाल सजा के,

मैं तो चुनरी लाल बना के,

कर लूँ मैया का श्रृंगार,

चलो माँ के भवन को भक्तों,

आया मां का संदेशा आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों ॥

ऐ पवन जरा रुक जाना,

सन्देश ये माँ को देना,

झोली सबकी भरना आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों,

आया मां का संदेशा आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों ॥

आया माँ का संदेशा आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों,

चलो माँ के भवन को भक्तों,

आया मां का संदेशा आज,

चलो माँ के भवन को भक्तों ॥

| | | |

Transliteration

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥Maiya Ne Bheji Pati,

Maa Bhawan Pe Hame Bulati,

Meri Kismat Jag Jae Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

Puja Ki Thaal Saja Ke,

Main To Chunri Laal Bana Ke,

Kar Lun Maiya Ka Srungar,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

Aa Pawan Jara Ruk Jana,

Sandesh Ye Maa Ko Dena,

Jholi Sabki Bharna Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,

Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
aarti
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
aarti bhajan

Download Lyrics