आई माझी मायेचा सागर
Aai Majhi Mayecha Sagar Lyrics in Hindi / English
आई माझी मायेचा सागर — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Bigdi Banane Aaja Ek Baar Meri Maiya
बिगड़ी बनाने आजा, एक बार मेरी मैया - भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
फूलों से सजाया है,
दरबार मेरी मैया,
बिगड़ी बनाने आजा,
एक बार मेरी मैया ॥माँ के दरबार में जो,
भक्त सर झुकाते हैं,
वो रोते रोते आते,
हंसते हुए जाते है,
तेरे चरण से जिंदगी,
उजियार मेरी मैया,
बिगडी बनाने आजा,
एक बार मेरी मैया ॥
माँ के दरबार में जो,
सच्चे मन से आते हैं,
मां के दरबार में जो,
हाजिरी लगाते है,
कर दे करम तू मुझ पर,
एक बार मेरी मैया,
बिगडी बनाने आजा,
एक बार मेरी मैया ॥
फूलों से सजाया है,
दरबार मेरी मैया,
बिगड़ी बनाने आजा,
एक बार मेरी मैया ॥
| | | |
Phoolon Se Sajaya Hai,
Darbaar Meri Maiya,
Bigdi Banane Aaja,
Ek Baar Meri Maiya ॥Maan Ke Darbaar Mein Jo,
Bhakt Sar Jhukate Hain,
Vo Rote Rote Aate,
Hanste Hue Jaate Hai,
Tere Charan Se Zindagi,
Ujiyaar Meri Maiya,
Bigdi Banane Aaja,
Ek Baar Meri Maiya ॥
Maan Ke Darbaar Mein Jo,
Sachche Man Se Aate Hain,
Maan Ke Darbaar Mein Jo,
Haajiri Lagate Hai,
Kar De Karam Tu Mujh Par,
Ek Baar Meri Maiya,
Bigdi Banane Aaja,
Ek Baar Meri Maiya ॥
Phoolon Se Sajaya Hai,
Darbaar Meri Maiya,
Bigdi Banane Aaja,
Ek Baar Meri Maiya ॥
| | | |
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!