!doctype html> हर हाल में खुश रहना - भजन (Har Haal Me Khush Rehna) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Har Haal Me Khush Rehna — हर हाल में खुश रहना - भजन devotional song
Aarti भजन

हर हाल में खुश रहना - भजन

Har Haal Me Khush Rehna

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाएं ।

हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाएं ।

महफ़िल में जुदा रहना, संतो से सीख जाएं ।

हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाएं ॥सुख दुःख में हसना रोना, है काम कायरो का ।

सुख दुःख में हसना रोना, है काम कायरो का ।

दोनों में मुस्कुराना, संतो से सीख जाएं ॥

हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाएं ।

झंझट से भाग जाना, सब लोग बताते है ।

झंझट से भाग जाना, सब लोग बताते है ।

झंझट में बच के रहना, संतो से सीख जाएं ॥

हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाएं ।

मरने के बाद मुक्ति, सब लोग बताते है ।

मरने के बाद मुक्ति, सब लोग बताते है ।

जीते जी मुक्त होना, संतो से सीख जाएं ॥

हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाएं ।

दुनिया के लोग दौलत, पाकर के मुस्कुराते ।

दुनिया के लोग दौलत, पाकर के मुस्कुराते ।

पर भिछु बन के हसना, संतो से सीख जाएं ॥

हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाएं ।

Transliteration

Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Mahafil Mein Juda Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ॥Sukh Duhkh Mein Hasna Rona, Hai Kaam Kayaro Ka ।

Sukh Duhkh Mein Hasna Rona, Hai Kaam Kayaro Ka ।

Donon Mein Muskurana, Santo Se Seekh Jaen ॥

Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Jhanjhat Se Bhag Jaana, Sab Log Batate Hai ।

Jhanjhat Se Bhag Jaana, Sab Log Batate Hai ।

Jhanjhat Mein Bach Ke Rehna, Santo Se Seekh Jaen ॥

Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Marne Ke Baad Mukti, Sab Log Batate Hai ।

Marne Ke Baad Mukti, Sab Log Batate Hai ।

Jeete Ji Mukt Hona, Santo Se Seekh Jaen ॥

Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Duniya Ke Log Daulat, Paakar Ke Muskurate ।

Duniya Ke Log Daulat, Paakar Ke Muskurate ।

Par Bhichhu Ban Ke Hasna, Santo Se Seekh Jaen ॥

Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
aarti
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
aarti bhajan

Download Lyrics