!doctype html> हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें, रखना करूणा की छाँव में:भजन (Hey Suryaputra Hume Rakhna Karuna Ki Chaav Mein) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Hey Suryaputra Hume Rakhna Karuna Ki Chaav Mein — हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें, रखना करूणा की छाँव में:भजन devotional song
Aarti भजन

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें, रखना करूणा की छाँव में:भजन

Hey Suryaputra Hume Rakhna Karuna Ki Chaav Mein

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें,

रखना करूणा की छाँव में,

काँटा भी ना चूभने देना कभी,

कष्टों का हमारे पाँवो में,

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमे,

रखना करूणा की छाँव में ॥हमको ना कभी परखना तुम,

प्रभु द्रष्टि दया की रखना तुम,

जग सागर पार करा देना,

बैठा के सुखो की नावों में,

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमे,

रखना करूणा की छाँव में ॥

सब आपके है कोई गैर नहीं,

तुम रखते किसी से बैर नहीं,

प्रभु आप के नाम का डंका तो,

बजता है सभी दिशाओ में,

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमे,

रखना करूणा की छाँव में ॥

शुभ चरण जब आप आते हो,

मन भक्त का जित के जाते हो,

वो रुकना सके बुलाते है,

जिसे आप शिगनापुर गाँव में,

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमे,

रखना करूणा की छाँव में ॥

BhaktiBharat Lyrics

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें,

रखना करूणा की छाँव में,

काँटा भी ना चूभने देना कभी,

कष्टों का हमारे पाँवो में,

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमे,

रखना करूणा की छाँव में ॥

Transliteration

Hey Suryaputra Hume,

Rakhna Karuna Ki Chaav Mein,

Kanta Bhi Na Chubhane Dena Kabhi,

Kasto Ka Hamare Paanvo Mein,

Hey Suryaputra Hume,

Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥Hamko Na Kabhi Parkhana Tum,

Prabhu Drusthi Daya Ki Rakhna Tum,

Jag Sagar Paar Kara Dena,

Baitha Ke Sukho Ki Naavo Mein,

Hey Suryaputra Hume,

Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥

Sab Aapko Hai Koi Gair Nahi,

Tum Rakhte Kisi Se Bair Nahi,

Prabhu Aap Ke Naam Ka Danka To,

Bajata Hai Sabhi Dishao Mein,

Hey Suryaputra Hume,

Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥

Subh Charan Jab Aap Aate Ho,

Maan Bhakt Ka Jit Ke Jate Ho,

Vo Rukna Sake Bulate Hai,

Jise Aap Shignapur Gao Mein,

Hey Suryaputra Hume,

Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥

BhaktiBharat Lyrics

Hey Suryaputra Hume,

Rakhna Karuna Ki Chaav Mein,

Kanta Bhi Na Chubhane Dena Kabhi,

Kasto Ka Hamare Paanvo Mein,

Hey Suryaputra Hume,

Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
aarti
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
aarti bhajan

Download Lyrics