आई माझी मायेचा सागर
Aai Majhi Mayecha Sagar Lyrics in Hindi / English
आई माझी मायेचा सागर — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Kabhi Durga Banke Kabhi Kali Banke
कभी दुर्गा बनके, कभी काली बनके - भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
कभी दुर्गा बनके,
कभी काली बनके,
चली आना,
मैया जी चली आना ॥ब्रम्हचारिणी रूप में आना,
ब्रम्हचारिणी रूप में आना,
भक्ति हाथ ले के,
शक्ति साथ ले के,
चली आना,
मैया जी चली आना ॥
तुम दुर्गा रूप में आना,
तुम दुर्गा रूप में आना,
सिंह साथ ले के,
चक्र हाथ ले के,
चली आना,
मैया जी चली आना ॥
तुम काली रूप में आना,
तुम काली रूप में आना,
खप्पर हाथ ले के,
योगिनी साथ ले के,
चली आना,
मैया जी चली आना ॥
तुम शीतला रूप में आना,
तुम शीतला रूप में आना,
झाड़ू हाथ ले के,
गधा साथ ले के,
चली आना,
मैया जी चली आना ॥
तुम गौरा के रूप में आना,
तुम गौरा के रूप में आना,
माला हाथ ले के,
गणपति साथ ले के,
चली आना,
मैया जी चली आना ॥
कभी दुर्गा बनके,
कभी काली बनके,
चली आना,
मैया जी चली आना ॥
| | | |
Kabhi Durga Banke,
Kabhi Kali Banke,
Chali Aana,
Maiya Ji Chali Aana ॥Bramhachaarinee Roop Mein Aana,
Bramhachaarinee Roop Mein Aana,
Bhakti Hath Le Ke,
Shakti Sath Le Ke,
Chali Aana,
Maiya Ji Chali Aana ॥
Tum Durga Roop Mein Aana,
Tum Durga Roop Mein Aana,
Sinh Saath Le Ke,
Chakr Haath Le Ke,
Chali Aana,
Maiya Ji Chali Aana ॥
Tum Kali Roop Mein Aana,
Tum Kali Roop Mein Aana,
Khappar Hath Le Ke,
Yogini Sath Le Ke,
Chali Aana,
Maiya Ji Chali Aana ॥
Tum Sheetala Roop Mein Aana,
Tum Sheetala Roop Mein Aana,
Jhadu Hath Le Ke,
Gadha Sath Le Ke,
Chali Aana,
Maiya Ji Chali Aana ॥
Tum Gaura Ke Roop Mein Aana,
Tum Gaura Ke Roop Mein Aana,
Mala Hath Le Ke,
Ganpati Sath Le Ke,
Chali Aana,
Maiya Ji Chali Aana ॥
Kabhi Durga Banke,
Kabhi Kali Banke,
Chali Aana,
Maiya Ji Chali Aana ॥
| | | |
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!