आई माझी मायेचा सागर
Aai Majhi Mayecha Sagar Lyrics in Hindi / English
आई माझी मायेचा सागर — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charno Mein
प्रेम सदा भरपूर रहे शनि देव के चरणों में: शनि देव भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
प्रेम सदा भरपूर रहे शनि देव के चरणों में,
करे अर्जी मेरी मंजूर मेरे शनि देव के चरणों में,
प्रेम सदा भरपूर रहे शनि देव के चरणों में ॥हर पल मुझको तेरा ध्यान रहे तन अर्पित निज सब कर्मो में,
मन ध्यान तुम्ही में मगन रहे बस सेवा तुम्हारे चरणों में,
यही जीवन का है मोल समज लेना तेरे चरणों में,
प्रेम सदा भरपूर रहे शनि देव के चरणों में ॥
BhaktiBharat Lyrics
दूर दूर से दुखियां आते है और शीश याहा पे झुकाते है,
कोई मांग रहा खुशियों के पल सब याहा आप के चरणों में,
कष्टों को करना दूर बड़ा मजबूर तेरे चरनो में,
प्रेम सदा भरपूर रहे शनि देव के चरणों में ॥
Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charano Mein,
Kare Arji Meri Manjur Mere Shani Dev Ke Charano Mein,
Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charno Mein ॥Har Pal Mujhko Tera Dhyan Rahe Tan Arpit Nij Sab Karmi Mein,
Maan Dhyan Tumhi Mein Magan Rahe Bas Sewa Tumhare Charano Mein,
Yahi Jivan Ka Hai Mela Samajh Tere Charano Mein,
Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charno Mein ॥
BhaktiBharat Lyrics
Dur Dur Se Khusiya Aate Hai Aor Shish Yaha Pe Jhukta Hai,
Koi Maang Raha Khusiyan Ke Pal Sab Yaha Aap Ke Charano Mein,
Kastho Ko Karana Dur Bada Majbur Tere Charano Mein,
Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charno Mein ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!