!doctype html> आज अवध में खुशिया छाई - भजन (Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai Janme Hai Dekho Raghurai) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai Janme Hai Dekho Raghurai — आज अवध में खुशिया छाई - भजन devotional song
Krishna भजन

आज अवध में खुशिया छाई - भजन

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai Janme Hai Dekho Raghurai

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

आज अवध में खुशिया छाई,

जन्मे हैं देखो रघुराई ,

आज अवध में खुशिया छाई,

जन्मे हैं देखो रघुराई ,राम, लखन, भरत, शत्रुधन ,

जन्मे हैं देखो चार भाई,

कौशल्या, सुमित्रा, केकई,

दशरथ जी को बहुत बधाई,

आज अवध में खुशिया छाई,

जन्मे हैं देखो रघुराई ,

ब्रह्मा जी आए, भोले जी आए,

संग में माता गौरा आई,

बज रहे हैं ढोल और ताशे,

बज रही मंगल शहनाई,

आज अवध में खुशिया छाई,

जन्मे हैं देखो रघुराई ,

खिल उठी हैं सारी कलिया,

पेड़ो पर हरियाली छाई,

सज गया सरयू का किनारा,

माता सरयू भी हर्षाई,

आज अवध में खुशिया छाई,

जन्मे हैं देखो रघुराई ,

सूरज भी भुल गए हैं ढलना,

देख के मेरे राम का पलना,

पलने में सोए रघुराई,

कौशल्या जी ने लोरी गाई,

आज अवध में खुशिया छाई,

जन्मे हैं देखो रघुराई

Transliteration

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,

Janme Hain Dekho Raghurai ,Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,

Janme Hain Dekho Raghurai ,

Ram, Lakhan, Bharat, Shatrudhan ,

Janme Hain Dekho Chaar Bhai,

Kaushalya, Sumitra, Keki,

Dashrath Ji Ko Bahut Badhai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,

Janme Hain Dekho Raghurai ,

Brahma Ji Aae, Bhole Ji Aae,

Sang Mein Mata Gaura Aai,

Baj Rahe Hain Dhol Aur Tashe,

Baj Rahi Mangal Shahanai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,

Janme Hain Dekho Raghurai ,

Khil Uthi Hain Saari Kaliya,

Pedo Par Hariyali Chhai,

Saj Gaya Sarayu Ka Kinara,

Mata Sarayu Bhi Harshai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,

Janme Hain Dekho Raghurai ,

Suraj Bhi Bhul Gaye Hain Dhalna,

Dekh Ke Mere Ram Ka Palna,

Palne Mein Soe Raghurai,

Kaushalya Ji Ne Lori Gai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,

Janme Hain Dekho Raghurai

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics