!doctype html> आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में - भजन (Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein — आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में - भजन devotional song
Krishna भजन

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में - भजन

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में,

ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,

ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥जान गए सब हुआ यशोदा के ललना,

झूल रहा नन्द जी के अंगना में पलना,

ढम ढम ढोल बाजे गूंजे है गगन में,

ढम ढम ढोल बाजे गूंजे है गगन में,

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

भोला भाला मुखड़ा है तीखी तीखी आँखे,

घुंगराले बाल काले मनमोहन आँखे,

जादू सा समाया कोई बांकी चितवन में,

जादू सा समाया कोई बांकी चितवन में,

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

देवता भी आए सारी देवियां भी आई है,

नन्द और यशोदा को दे रही बधाई है,

बात है जरूर कोई सांवरे ललन में,

बात है जरूर कोई सांवरे ललन में,

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

सारे ब्रजवासी दौड़े दौड़े चले आ रहे,

झूमे नाचे गाये सारे खुशियां मना रहे,

‘बिन्नू’ खुशियों के फूल खिले कण कण में,

‘बिन्नू’ खुशियों के फूल खिले कण कण में,

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में,

ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,

ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

Transliteration

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein,

Asa Na Anand Chaya Kabhi Tribhuban Mein,

Asa Na Anand Chaya Kabhi Tribhuban Mein,

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein ॥Jaan Gaye Sab Hua Yasoda Ke Lalan,

Jhul Raha Nand Ji Ke Angana Mein Palana,

Dham Dham Dhol Baje Gunje Hai Gagan Mein,

Dham Dham Dhol Baje Gunje Hai Gagan Mein,

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein ॥

Bhola Bhala Mukhda Hai Tikhi Tikhi Ankhe,

Ghungarale Baal Kale Manamohan Aankhe,

Jadu Sa Samaya Koi Banki Chitavan Mein,

Jadu Sa Samaya Koi Banki Chitavan Mein,

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein ॥

Devata Bhi Aaye Sari Deviyaan Bhi Aai Hai,

Nand Aur Yashoda Ko De Rahi Badhai Hai,

Baat Hai Jarur Koi Sanvare Lalan Mein,

Baat Hai Jarur Koi Sanvare Lalan Mein,

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein ॥

Sare Brajavasi Daude Daude Chale Aa Rahe,

Jhume Nache Gaye Sare Khushiyan Mana Rahe,

‘Binnu’ Khushiyon Ke Phool Khile Kan Kan Mein,

‘Binnu’ Khushiyon Ke Phool Khile Kan Kan Mein,

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein ॥

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein,

Asa Na Anand Chaya Kabhi Tribhuban Mein,

Asa Na Anand Chaya Kabhi Tribhuban Mein,

Aaj Hai Anand Baba Nand Ke Bhawan Mein ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics