आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की
aarati baba bhutnaath sankar bhagwan ki
आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Aiso Ras Racho Vrindavan Hai Rahi Payal Ki Jhankar
ऐसो रास रच्यो वृन्दावन - भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
ऐसो रास रच्यो वृन्दावन,
है रही पायल की झंकार ॥
ऐसो रास रच्यो वृन्दावन,
है रही पायल की झंकार ॥
घुंघरू खूब छमा छ्म बाजे,
बजते बिछुवा बहुते बाजे,
रवा कौंधनी केहु बाजे,
अंग अंग में गहना साजे,
चूडियन की झंकार,
ऐसो रास रच्यो वृंदावन,
है रही पायल की झंकार ॥बाजे भात भाँति के बाजे,
झांझ पखावज दुन्दुभि बाजे,
सारंगी और महुवर बाजे,
बंसी बाजे मधुर मधुर बाजे,
वीणा हूँ के तार,
ऐसो रास रच्यो वृंदावन,
है रही पायल की झंकार ॥
राधा मोहन दे गलबईयाँ,
नाचे संग संग ले फिरकईयाँ,
चाल चले शीतल सुखदईयाँ,
जामा पाटुका लहंगा फरिया,
करे सनन सरकार,
ऐसो रास रच्यो वृंदावन,
है रही पायल की झंकार ॥
ऐसो रास रच्यो वृन्दावन,
है रही पायल की झंकार ॥
Aiso Raas Rachyo Vrindavan,
Hai Rahi Payal Ki Jhankar ॥
Aiso Raas Rachyo Vrindavan,
Hai Rahi Payal Ki Jhankar ॥
Ghunghru Khoob Chhama Chhm Baaje,
Bajte Bichhuva Bahute Baaje,
Rava Kaundhani Kehu Baaje,
Ang Ang Mein Gahana Saaje,
Choodiyan Ki Jhankar,
Aiso Raas Rachyo Vrindavan,
Hai Rahi Payal Ki Jhankar ॥Baaje Bhaat Bhaanti Ke Baaje,
Jhaanjh Pakhaavaj Dundubhi Baaje,
Saarangi Aur Mahuvar Baaje,
Bansi Baaje Madhur Madhur Baaje,
Veena Hoon Ke Taar,
Aiso Raas Rachyo Vrindavan,
Hai Rahi Payal Ki Jhankar ॥
Radha Mohan De Galabiyaan,
Naache Sang Sang Le Phirakiyaan,
Chaal Chale Sheetal Sukhadiyaan,
Jaama Paatuka Lahanga Phariya,
Kare Sanan Sarkar,
Aiso Raas Rachyo Vrindavan,
Hai Rahi Payal Ki Jhankar ॥
Aiso Raas Rachyo Vrindavan,
Hai Rahi Payal Ki Jhankar ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!