!doctype html> भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो : कृष्ण भजन (Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo — भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो : कृष्ण भजन devotional song
Krishna भजन

भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो : कृष्ण भजन

Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो,

दर्शन के नैन वनवारे दर्शन दिया करो,

भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो ॥कुछ न घटेगा आप का आ कर तो देख ले,

पलके बिछाई हमने तेरे लिए,

खाली पड़ा है दिल मेरा इस में आके रहो,

दर्शन के नैन वनवारे दर्शन दिया करो ॥

कहते है प्रेम से प्रभु छिलके भी खा गये,

तंदुल सुदामा यार के गिरधर को भा गये,

बिलनी के जुठे बेर प्रभु खाते रहा करो,

दर्शन के नैन वनवारे दर्शन दिया करो ॥

भगतो की शान आप हो भगतो को मान हो,

भगतो की जिंदगी तुम्ही तन मन प्राण हो,

तेरे नाम की हमे प्रभु मस्ती दियां करो,

दर्शन के नैन वनवारे दर्शन दिया करो ॥

BhaktiBharat Lyrics

माना तुम्हारे चाहने वाले अनेक है,

उन पगलो की बीड में बिनु भी एक है,

तेरी दया का पात्र हु मुझपर दया करो,

दर्शन के नैन वनवारे दर्शन दिया करो ॥

Transliteration

Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo,

Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo,

Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo ॥Kuch Na Ghatega Aap Ka Aa Kar To Dekh Le,

Palke Bichae Hamne Tere Liye,

Khali Pada Hai Dil Mera Is Mein Aake Raho,

Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥

Kahate Hai Prem Se Prabhu Chilke Bhi Kha Gaye,

Tandul Sudama Yaar Ke Girdhar Ko Bha Gaye,

Bilani Ke Jhuthe Ber Prabhu Khate Raha karo,

Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥

Bhagato Ki Shan Aap Ho Bhagato Ke Maan Ho,

Bhagato Ki Jindagi Tumhi Taan Maan Pran Ho,

Tere Naam Ki Hame Prabhu Masti Diya Karo,

Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥

BhaktiBharat Lyrics

Mana Tumhare Chahne Wale Anek Hai,

Un Paglo Ki Bhid Mein Binu Bhi Ek Hai,

Teri Daya Ka Patra Hu Mujhpar Daya Karo,

Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics