!doctype html> चलो मन वृन्दावन की ओर - भजन (Chalo Mann Vrindavan Ki Aur) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Chalo Mann Vrindavan Ki Aur — चलो मन वृन्दावन की ओर - भजन devotional song
Krishna भजन

चलो मन वृन्दावन की ओर - भजन

Chalo Mann Vrindavan Ki Aur

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

चलो मन वृन्दावन की ओर,

प्रेम का रस जहाँ छलके है,

कृष्णा नाम से भोर,

चलो मन वृंदावन की ओर ॥भक्ति की रीत जहाँ पल पल है,

प्रेम प्रीत की डोर,

राधे राधे जपते जपते,

दिख जाए चितचोर,

चलो मन वृंदावन की ओर ॥

उषा की लाली के संग जहाँ,

कृष्णा कथा रस बरसे,

राधा रास बिहारी के मंदिर,

जाते ही मनवा हरषे,

ब्रिज की माटी चंदन जैसी,

मान हो जावे विभोर,

चलो मन वृंदावन की ओर ॥

BhaktiBharat Lyrics

वन उपवन में कृष्णा की छाया,

शीतल मन हो जाए,

मन भी हो जाए अति पावन,

कृष्णा कृपा जो पाए,

नारायण अब शरण तुम्हारे,

कृपा करो इस ओर,

चलो मन वृंदावन की ओर ॥

| | | | | | | |

Transliteration

Chalo Mann Vrindavan Ki Aur,

Prem Ka Ras Jahan Chhalke Hai,

Krishna Naam Se Bhor,

Chalo Mann Vrindavan Ki Aur ॥Bhakti Ki Reet Jahan Pal Pal Hai,

Prem Preet Ki Dor,

Radhe Radhe Japte Japte,

Dikh Jaye Chitachor,

Chalo Mann Vrindavan Ki Aur ॥

Usha Ki Laali Ke Sang Jahan,

Krishna Katha Ras Barse,

Radha Raas Bihari Ke Mandir,

Jaate Hi Manava Harshe,

Brij Ki Maati Chandan Jaisi,

Maan Ho Jaave Vibhor,

Chalo Mann Vrindavan Ki Aur ॥

Bhaktibharat Lyrics

Van Upvan Mein Krishna Ki Chhaya,

Sheetal Man Ho Jaye,

Man Bhi Ho Jaye Ati Pavan,

Krishna Kripa Jo Paye,

Narayan Ab Sharan Tumhare,

Kripa Karo Is Aur,

Chalo Mann Vrindavan Ki Aur ॥

| | | | | | | |

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics