!doctype html> मन के मंदिर में प्रभु को बसाना: भजन (Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana — मन के मंदिर में प्रभु को बसाना: भजन devotional song
Krishna भजन

मन के मंदिर में प्रभु को बसाना: भजन

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

मन के मंदिर में प्रभु को बसाना,

बात हर एक के बस की नहीं है,

खेलना पड़ता है जिंदगी से,

भक्ति इतनी भी सस्ती नहीं है,

मन के मंदिर में प्रभू को बसाना,

बात हर एक के बस की नहीं है ॥प्रेम मीरा ने मोहन से डाला,

उसको पीना पड़ा विष का प्याला,

जब तलक ममता है ज़िन्दगी से,

उसकी रहमत बरसती नहीं है,

मन के मंदिर में प्रभू को बसाना,

बात हर एक के बस की नहीं है ॥

तन पे संकट पड़े मन ये डोले,

लिपटे खम्बे से प्रहलाद बोले,

पतितपावन प्रभु के बराबर,

कोई दुनिया में हस्ती नहीं है,

मन के मंदिर में प्रभू को बसाना,

बात हर एक के बस की नहीं है ॥

संत कहते हैं नागिन है माया,

जिसने सारा जगत काट खाया,

कृष्ण का नाम है जिसके मन में,

उसको नागिन ये डसती नहीं है,

मन के मंदिर में प्रभू को बसाना,

बात हर एक के बस की नहीं है ॥

मन के मंदिर में प्रभु को बसाना,

बात हर एक के बस की नहीं है,

खेलना पड़ता है जिंदगी से,

भक्ति इतनी भी सस्ती नहीं है,

मन के मंदिर में प्रभू को बसाना,

बात हर एक के बस की नहीं है ॥

Transliteration

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana,

Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai,

Khelaa Padta Hai Zindagi Se,

Bhakti Itni Bhi Sasti Nahin Hai,

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana,

Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai ॥Prem Meera Ne Mohan Se Daala,

Usko Peena Pada Vish Ka Pyala,

Jab Talak Mamta Hai Zindagi Se,

Uski Rahamat Barasti Nahin Hai,

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana,

Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai ॥

Tan Pe Sankat Pade Man Ye Dole,

Lipte Khambe Se Prahalad Bole,

Patitapavan Prabhu Ke Barabar,

Koi Duniya Mein Hasti Nahin Hai,

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana,

Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai ॥

Sant Kahate Hain Naagin Hai Maya,

Jisne Saara Jagat Kaat Khaya,

Krishna Ka Naam Hai Jiske Man Mein,

Usko Naagin Ye Dasati Nahin Hai,

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana,

Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai ॥

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana,

Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai,

Khelna Padta Hai Zindagi Se,

Bhakti Itni Bhi Sasti Nahin Hai,

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Basana,

Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics