!doctype html> मेरा छोटा सा संसार हरी आ जाओ एक बार: भजन (Mera Chota Sa Sansar Hari Aa Jao Ek Baar) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Mera Chota Sa Sansar Hari Aa Jao Ek Baar — मेरा छोटा सा संसार हरी आ जाओ एक बार: भजन devotional song
Krishna भजन

मेरा छोटा सा संसार हरी आ जाओ एक बार: भजन

Mera Chota Sa Sansar Hari Aa Jao Ek Baar

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

मेरा छोटा सा संसार,

हरी आ जाओ एक बार,

हरी आ जाओ, हरी आ जाओ,

मेरी नैया पार लगा जाओ,

मेरी बिगड़ी आ के बना जाओ,

मेरा छोंटा सा संसार,

हरी आ जाओ एक बार ॥लाखो को दरश दिखाया है,

प्रभु मुझको क्यों तरसाया है,

ये कैसी तुम्हारी माया है,

नित बहती है असुवन धार,

नित बहती है असुवन धार,

हरी आ जाओ एक बार,

मेरा छोंटा सा संसार,

हरी आ जाओ एक बार ॥

जब याद तुम्हारी आती है,

तन मन की सुध बिसराती है,

रह रह के मुझे तड़पाती है,

तन मन धन दूँ सब वार,

तन मन धन दूँ सब वार,

हरी आ जाओ एक बार,

मेरा छोंटा सा संसार,

हरी आ जाओ एक बार ॥

मुझको बिछड़े युग बीत गए,

क्यों रूठ प्रभु मेरे मीत गए,

मैं हार गया तुम जीत गए,

अब दर्शन दो साकार,

अब दर्शन दो साकार,

हरी आ जाओ एक बार,

मेरा छोंटा सा संसार,

हरी आ जाओ एक बार ॥

मेरा छोटा सा संसार,

हरी आ जाओ एक बार,

हरी आ जाओ, हरी आ जाओ,

मेरी नैया पार लगा जाओ,

मेरी बिगड़ी आ के बना जाओ,

मेरा छोंटा सा संसार,

हरी आ जाओ एक बार ॥

Transliteration

Mera Chhota Sa Sansar,

Hari Aa Jao Ek Baar,

Hari Aa Jao, Hari Aa Jao,

Meri Naiya Paar Laga Jao,

Meri Bigdi Aa Ke Bana Jao,

Mera Chhonta Sa Sansar,

Hari Aa Jao Ek Baar ॥Lakho Ko Darash Dikhaya Hai,

Prabhu Mujhko Kyon Tarsaya Hai,

Ye Kaisi Tumhari Maya Hai,

Nit Bahati Hai Asuvan Dhaar,

Nit Bahati Hai Asuvan Dhaar,

Hari Aa Jao Ek Baar,

Mera Chhonta Sa Sansar,

Hari Aa Jao Ek Baar ॥

Jab Yaad Tumhari Aati Hai,

Tan Man Ki Sudh Bisrati Hai,

Rah Rah Ke Mujhe Tadpati Hai,

Tan Man Dhan Doon Sab Vaar,

Tan Man Dhan Doon Sab Vaar,

Hari Aa Jao Ek Baar,

Mera Chhonta Sa Sansar,

Hari Aa Jao Ek Baar ॥

Mujhko Bichhde Yug Beet Gaye,

Kyon Rooth Prabhu Mere Meet Gaye,

Main Haar Gaya Tum Jeet Gaye,

Ab Darshan Do Sakaar,

Ab Darshan Do Sakaar,

Hari Aa Jao Ek Baar,

Mera Chhonta Sa Sansar,

Hari Aa Jao Ek Baar ॥

Mera Chhota Sa Sansar,

Hari Aa Jao Ek Baar,

Hari Aa Jao, Hari Aa Jao,

Meri Naiya Paar Laga Jao,

Meri Bigdi Aa Ke Bana Jao,

Mera Chhonta Sa Sansar,

Hari Aa Jao Ek Baar ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics