आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की
aarati baba bhutnaath sankar bhagwan ki
आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Mera Shyam Khatu Wala
मेरा श्याम खाटू वाला: श्री कृष्ण भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
नैया चला रहा है मेरा श्याम खाटू वाला,
मुझको बचा रहा है मेरा श्याम खाटू वाला ॥कब का मैं डूब जाता,
तू हाथ ना लगाता,
तेरी कृपा ना होती,
तो तैर भी ना पाता,
तो तैर भी ना पाता,
साहिल पे ला रहा है,
मेरा श्याम खाटू वाला,
नैया चला रहा है ॥
कई बार मन में आया,
सब मैं ही कर रहा हूं,
सच है तेरे करम से,
दिन रात बढ़ रहा हूं ,
दिन रात बढ़ रहा हूं,
मुझको बड़ा रहा है,
मेरा श्याम खाटू वाला,
नैया चल रहा है ॥
BhaktiBharat Lyrics
पतवार थाम करके,
जिंदगी मेरी बचाई,
वरना लिखी थी ,
विक्की के भाग्य में तबाही,
जीवन सजा रहा है ,
मेरा श्याम खाटू वाला,
नैया चल रहा है ॥
Naiya Chala Raha Hai Mera Shyam Khatu Wala,
Mujhko Bacha Raha Hai Mera Shyam Khatu Wala ॥Kab Ka Mein Dub Jata,
Tu Haath Na Lagata,
Teri Krupa Na Hoti To,
Ter Bhi Na Pata,
To Ter Bhi Na Pata,
Sahil Pe La Raha Hai,
Mera Shyam Khatu Wala,
Naiya Chala Raha Hai ॥
Kai Baar Maan Mein Aaya,
Sab Mein Hi Kar Raha Hun,
Sach Hai Tere Karam Se,
Din Raat Badh Raha Hun,
Din Raat Badh Raha Hun,
Mujhko Badha Raha Hai,
Mera Shyam Khatu Wala,
Naiya Chala Raha Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics
Patvar Tham Karke,
Zindegi Meri Bachai,
Varna Likhi Thi,
Vikki Ke Bhagya Mein Tabahi,
Jiuvan Saja Raha Hai,
Mera Shyam Khatu Wala,
Naiya Chala Raha Hai ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!