आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की
aarati baba bhutnaath sankar bhagwan ki
आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Nand Baba Ke Angana Dekho Baj Rahi Aaj Badhai
नन्द बाबा के अंगना देखो बज रही आज बधाई: भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
नन्द बाबा के अंगना देखो,
बज रही आज बधाई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई ॥ढोल झांझ मृदंगहूँ बाजे,
और बाजे शहनाई,
सजधज कर सब सखियाँ आई,
गावन लगी बधाई,
मैं भी नाचन को आई,
मैं भी गावन को आई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई ॥
मंगल साज सजाये सखी सब,
मैया के ढिंग आए,
युग युग जीवे तेरो लाला,
ये आशीष सुनाई,
काली घटा है छाई,
सब दौड़ दौड़ कर आई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई ॥
नन्द बाबा के अंगना देखो,
बज रही आज बधाई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई,
नगाड़ा जोर से बजा दे,
मैं नृत्य करन को आई ॥
Nand Baba Ke Angna Dekho,
Baj Rahi Aaj Badhai,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aayi,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aayi ॥Dhol Jhanjh Mridangahoon Baje,
Aur Baje Shehnai,
Sajdhaj Kar Sab Sakhiyan Aayi,
Gaavan Lagi Badhai,
Main Bhi Naachan Ko Aayi,
Main Bhi Gaavan Ko Aayi,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aai,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aai ॥
Mangal Saaj Sajaye Sakhi Sab,
Maiya Ke Dhing Aaye,
Yug Yug Jeeve Tero Laala,
Ye Aasheesh Sunai,
Kaali Ghata Hai Chhai,
Sab Daud Daud Kar Aayi,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aayi,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aayi ॥
Nand Baba Ke Angna Dekho,
Baj Rahi Aaj Badhai,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aayi,
Nagaada Jor Se Baja De,
Main Nritya Karan Ko Aayi ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!