आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की
aarati baba bhutnaath sankar bhagwan ki
आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar
प्रभु के चरणों से सच्चा प्यार: भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
प्रभु के चरणों से गर सच्चा प्यार किसी को हो जाये,
दो चार सहर की बात ही क्या संसार उसी का हो जाये ॥रावण ने राम से बैर किया उसे अब भी जलाया जाता है,
बन भक्त विभीषण शरण गए घर बार उसी का हो जाए,
प्रभु के चरणों से गर सच्चा प्यार किसी को हो जाये ॥
गणिका ने कौन से वेद पढे कुब्जा क्या रूप की रानी थी,
जिसमे छल कपट का लेश नहीं घनश्याम उसी का हो जाए,
प्रभु के चरणों से गर सच्चा प्यार किसी को हो जाये ॥
BhaktiBharat Lyrics
माया के पुजारी सुन लो तुम उस प्रेम दीवानी मीरा से,
गर प्रेम हो मीरा सा मन में मोहन तेरा भी हो जाए,
प्रभु के चरणों से गर सच्चा प्यार किसी को हो जाये ॥
Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye,
Do Char Sahar Ki Baat Hi Kya Sansar Usi Ka Ho Jaye ॥Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai,
Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye,
Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥
Ganika Ne Kon Se Ved Padhe Kubja Kya Roop Ki Rani Thi,
Jisane Chal Kapat Ka Lesh Nahi Ghanshyam Usi Ka Ho Jaye,
Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥
BhaktiBharat Lyrics
Maya Ke Pujhari Sun Lo Tum Us Prem Diwani Meera Se,
Gar Prem Ho Meera Sa Mein Mohan Tera Bhi Ho Jaye,
Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!