!doctype html> प्रभु हम पे कृपा करना प्रभु हम पे दया करना (Prabhu Hum Pe Kripa Karna Lyrics) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Prabhu Hum Pe Kripa Karna Lyrics — प्रभु हम पे कृपा करना प्रभु हम पे दया करना devotional song
Krishna भजन

प्रभु हम पे कृपा करना प्रभु हम पे दया करना

Prabhu Hum Pe Kripa Karna Lyrics

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

प्रभु हम पे कृपा करना, प्रभु हम पे दया करना, बैकुंठ तो यही है, हृदय में रहा करना ।

गूंजेगे राग बनकर, वीणा की तार बनके, प्रगटोगे नाथ मेरे, ह्रदय में प्यार बनके, ह्रदय में प्यार बनके । हर रागिनी की धुन पर, स्वर बन कर उठा करना, बैकुंठ तो यही है, हृदय में रहा करना ।

प्रभु हम पे कृपा करना, प्रभु हम पे दया करना, बैकुंठ तो यही है, हृदय में रहा करना ।

नाचेंगे मोर बनकर, हे श्याम तेरे द्वारे, घनश्याम छाए रहना, बनकर के मेघ कारे, बनकर के मेघ कारे । अमृत की धार बनकर, प्यासों पे दया करना, बैकुंठ तो यही है, हृदय में रहा करना ।

प्रभु हम पे कृपा करना, प्रभु हम पे दया करना, बैकुंठ तो यही है, हृदय में रहा करना ।

तेरे वियोग में हम, दिन रात हैं उदासी, अपनी शरण में लेलो, हे नाथ ब्रज के वासी, हे नाथ ब्रज के वासी । तुम सो हम शब्द बनकर, प्राणों में रमा करना, बैकुंठ तो यही है, हृदय में रहा करना ।

प्रभु हम पे कृपा करना, प्रभु हम पे दया करना, बैकुंठ तो यही है, हृदय में रहा करना ।

Sanwariyo Hai Seth Mhari Radha Ji Sethani Hai Lyrics – सांवरियो है सेठ भजन

Transliteration

Prabhu Hum Pe Kripa Karna, Prabhu Hum Pe Daya Karna, Vaikunth To Yahi Hai, Hridaya Mein Raha Karna.

Gunjenge Raag Bankar, Veena Ki Taar Banke, Pragatoge Mein Naath Mere, Hridaya Mein Pyar Banke, Hridaya Mein Pyar Banke. Har Ragini Ki Dhun Per, Swar Bankar Utha Karna, Vaikunth To Yahi Hai, Hridaya Mein Raha Karna.

Prabhu Hum Pe Kripa Karna, Prabhu Hum Pe Daya Karna, Vaikunth To Yahi Hai, Hridaya Mein Raha Karna.

Nachenge Mor Bankar, Hey Shyam Tere Dware, Ghanshyam Chhaye Rehna, Bankar Ke Megh Kare, Bankar Ke Megh Kare. Amrit Ki Dhar Bankar, Pyason Pe Daya Karna, Vaikunth To Yahi Hai, Hridaya Mein Raha Karna.

Prabhu Hum Pe Kripa Karna, Prabhu Hum Pe Daya Karna, Vaikunth To Yahi Hai, Hridaya Mein Raha Karna.

Tere Viyog Mein Hum, Din Raat Hain Udasi, Apni Sharan Mein Le Lo, Hey Nath Vraj Ke Vasi, Hey Nath Vraj Ke Vasi. Tum So Hum Shabd Bankar, Pranon Mein Rama Karna, Vaikunth To Yahi Hai, Hridaya Mein Raha Karna.

Prabhu Hum Pe Kripa Karna, Prabhu Hum Pe Daya Karna, Vaikunth To Yahi Hai, Hridaya Mein Raha Karna.

Ni Main Nachna Mohan De Naal Lyrics – नी मैं नचना मोहन दे नाल भजन लिरिक्स

प्रभु हम पे कृपा करना प्रभु हम पे दया करना भजन

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics