!doctype html> संसार के लोगों से आशा ना किया करना - भजन (Sansar Ke Logon Se Asha Na Kiya Karna) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Sansar Ke Logon Se Asha Na Kiya Karna — संसार के लोगों से आशा ना किया करना - भजन devotional song
Krishna भजन

संसार के लोगों से आशा ना किया करना - भजन

Sansar Ke Logon Se Asha Na Kiya Karna

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

संसार के लोगों से आशा ना किया करना,

जब कोई ना हो अपना,

श्री कृष्ण कहा करना ।कृष्णा कृष्णा कृष्णा कृष्णा

जीवन के समुन्दर में,

तूफ़ान भी आतें हैं,

जो हरि को भजतें हैं,

हरि आप बचाते हैं ।

वो आप ही आएंगे,

बस याद किया करना,

जब साथ ना दे कोई,

श्री कृष्णा जपा करना ॥

यह सोच अरे बन्दे,

प्रभु तुझ से दूर नहीं,

कोई कष्ट हो भगतों को,

प्रभु को मंजूर नहीं ।

भगवान को आता है,

भगतों पे दया करना,

जब कोई ना हो अपना,

श्री कृष्णा कहा करना ॥

मत भूल अरे भैया,

यह देस बेगाना है,

दुनिया में आ कर के,

वापस तुझे जाना है ।

माया के बंधन से,

दिन रात बचा करना,

जब कोई ना हो अपना,

श्री कृष्ण कहा करना ॥

द्रोपदी ने पुकारा था,

प्रभु भी बेचैन हुए,

वो चीर बढ़ाने को,

खुद चीर में प्रगट हुए ।

वोही लाज बचाएंगे,

बस ध्यान किया करना,

जब कोई ना हो अपना,

श्री कृष्ण कहा करना ॥

Transliteration

Sansar Ke Logon Se Aasha Na Kiya Karna,

Jab Koi Na Ho Apna,

Shri Krishn Kaha Karna ।Krishna Krishna Krishna Krishna

Jeevan Ke Samundar Mein,

Toofan Bhi Aaten Hain,

Jo Hari Ko Bhajten Hain,

Hari Aap Bachate Hain ।

Vo Aap Hi Aayenge,

Bas Yaad Kiya Karna,

Jab Sath Na De Koi,

Shri Krishna Japa Karna ॥

Yah Soch Are Bande,

Prabhu Tujh Se Door Nahin,

Koi Kasht Ho Bhagaton Ko,

Prabhu Ko Manjoor Nahin ।

Bhagwan Ko Aata Hai,

Bhagton Pe Daya Karna,

Jab Koi Na Ho Apna,

Shri Krishna Kaha Karna ॥

Mat Bhool Are Bhaiya,

Yah Des Begana Hai,

Duniya Mein Aa Kar Ke,

Wapas Tujhe Jana Hai ।

Maya Ke Bandhan Se,

Din Raat Bacha Karna,

Jab Koi Na Ho Apna,

Shri Krishn Kaha Karna ॥

Dropadi Ne Pukara Tha,

Prabhu Bhi Bechain Hue,

Vo Cheer Badhane Ko,

Khud Cheer Mein Pragat Hue ।

Wohi Laaj Bachayenge,

Bas Dhyan Kiya Karna,

Jab Koi Na Ho Apna,

Shri Krishn Kaha Karna ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
krishna
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
krishna bhajan

Download Lyrics