आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की
aarati baba bhutnaath sankar bhagwan ki
आरती बाबा भूतनाथ संकर भगवान की — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Tumhari Chahat Mein Ho Ke Pagal
तुम्हारी चाहत में हो के पागल - भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
तुम्हारी चाहत में हो के पागल,
गली गली मैं भटक रही हूँ ,
कहा मिलोगे तुम मुझको मोहन ,
हर एक जगह पे ढूंढ रही हूँ ,पता बता दो तो मिलने आऊ ,
हाल ये दिल का तुम्हे सुनाऊ ,
ना बढ़ाओ मुझसे यूं दुरी मोहन ,
हाथ जोड़कर ये कह रही हूँ ,
तुम्हारी चाहत में हो के पागल ,
गली गली मैं भटक रही हूँ ,
क्या मैं करू जो तुम मान जाओ ,
पास में अपने मुझे बुलाओ ,
कोई तो राह बता दो मोहन ,
हाथ जोड़कर में पूछ रही हूँ ,
तुम्हारी चाहत में हो के पागल ,
गली गली मैं भटक रही हूँ ,
क्या कुछ तुमसे छुपा हैं मोहन ,
तेरे भरोसे हैं मेरा जीवन ,
जनम जनम से हूँ मैं तो प्यासी ,
जनम जनम से हूँ तेरी दासी ,
दरश को तेरे तरस रही हूँ ,
तुम्हारी चाहत में हो के पागल ,
गली गली मैं भटक रही हूँ ॥
Tumhari Chahat Mein Ho Ke Pagal,
Gali Gali Main Bhatak Rahi Hoon,
Kaha Miloge Tum Mujhko Mohan,
Har Ek Jagah Pe Dhoondh Rahi Hoon,Pata Bata Do to Milne Aau,
Hal Yeh Dil Ka Tumhe Sunau,
Na Badhao Mujhse Yun Duri Mohan,
Hath Jodkar Yeh Kah Rahi Hoon,
Tumhari Chahat Mein Ho Ke Pagal,
Gali Gali Main Bhatak Rahi Hun,
Kya Main Karu Jo Tum Maan Jao,
Pas Mein Apne Mujhe Bulao,
Koi to Raah Bata Do Mohan,
Hath Jodkar Mein Poochh Rahi Hun,
Tumhari Chahat Mein Ho Ke Pagal,
Gali Gali Main Bhatak Rahi Hoon,
Kya Kuch Tumse Chhupa Hain Mohan,
Tere Bharose Hain Mera Jivan,
Janam Janam Se Hoon Main to Pyasi,
Janam Janam Se Hoon Teri Dasi,
Darsh Ko Tere Taras Rahi Hun,
Tumhari Chahat Mein Ho Ke Pagal,
Gali Gali Main Bhatak Rahi Hoon ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!