!doctype html> अवध में छाई खुशी की बेला: भजन (Avadh Me Chhai Khushi Ki Bela) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Avadh Me Chhai Khushi Ki Bela — अवध में छाई खुशी की बेला: भजन devotional song
Ram भजन

अवध में छाई खुशी की बेला: भजन

Avadh Me Chhai Khushi Ki Bela

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

अवध में छाई खुशी की बेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

लगा है, अवध पुरी में मेला ।चौदह साल वन में बिताएं,

राम लखन सिया लौट के आए,

घर घर खुशियां छाई,

लगा है, अवध पुरी में मेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

लगा है, अवध पुरी में मेला ।

कौशल्या माँ सुमित्रा कैकई,

सबके मन में आज खुशी भई,

कोई नहीं है अकेला,

लगा है, अवध पुरी में मेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

लगा है, अवध पुरी में मेला ।

सिया राम को राज हुआ है,

खुशी से पागल हो रहे सब जन,

गुरु वशिष्ठ और चेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

लगा है, अवध पुरी में मेला ।

BhaktiBharat Lyrics

​अवध में छाई खुशी की बेला,

​अवध में छाई खुशी की बेला,

लगा है, अवध पुरी में मेला ।

Transliteration

Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

​avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।Chaudah Saal Van Mein Bitayen,

Ram Lakhan Siya Laut Ke Aaye,

Ghar Ghar Khushiyan Chhai,

Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela,

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।

Kaushalya Maa Sumitra Kaiki,

Sabke Man Mein Aaj Khushi Bhi,

Koi Nahin Hai Akela,

Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela,

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।

Siya Ram Ko Raaj Hua Hai,

Khushi Se Pagal Ho Rahe Sab Jan,

Guru Vashishth Aur Chela,

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।

Bhaktibharat Lyrics

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,

Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
ram
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
ram bhajan

Download Lyrics