!doctype html> गणपति आज पधारो, श्री रामजी की धुन में - भजन (Ganapati Aaj Padharo Shri Ramaji Ki Dhun Me) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Ganapati Aaj Padharo Shri Ramaji Ki Dhun Me — गणपति आज पधारो, श्री रामजी की धुन में - भजन devotional song
Ram भजन

गणपति आज पधारो, श्री रामजी की धुन में - भजन

Ganapati Aaj Padharo Shri Ramaji Ki Dhun Me

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।रामजी की धुन में,

श्री रामजी की धुन में ।

मोदक भोग लगाओ,

श्री रामजी की धुन में ॥

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

गणपति आज पधारो,

और रिद्धि सिद्धि लाओ ।

सुख आनंद बरसाओ,

श्री रामजी की धुन में ॥

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

हनुमंत आज पधारो,

देवा पवन वेग से आओ ।

बल बुद्धि दे जाओ,

श्री रामजी की धुन में ॥

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

ब्रम्हाजी पधारो,

माता ब्रम्हाणी को लाओ ।

वेद ज्ञान समझाओ,

श्री रामजी की धुन में ॥

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

नारद आज पधारो,

छम छम, छम कर ताल बजाओ ।

नारायण गुण गाओ,

श्री रामजी की धुन में ॥

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

प्रेम मगन हो जाओ भक्तो,

राम नाम गुण गाओ ।

सुर मंदिर में आओ,

श्री रामजी की धुन में ॥

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

गणपति आज पधारो,

श्री रामजी की धुन में ।

Transliteration

Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।

Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।Ramji Ki Dhun Mein, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।

Modak Bhog Lagao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Ganpati Aaj Padharo Aur Riddhi Siddhi Lao ।

Sukh Anand Barasao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Hanumant Aaj Padharo, Deva Pavan Veg Se Aao ।

Ball Buddhi De Jao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Bramhaji Padharo, Mata Bramhani Ko Lao ।

Ved Gyan Samajhao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Narad Aaj Padharo, Chham Chham, Chham Kar Taal Bajao ।

Narayan Gun Gao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Prem Magan Ho Jao Bhakto, Ram Nam Gun Gao ।

Sur Mandir Mein Aao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।

Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
ram
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
ram bhajan

Download Lyrics