!doctype html> हमको मन की शक्ति देना (Hum Ko Man Ki Shakti Dena Lyrics – (Vani Jairam) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Hum Ko Man Ki Shakti Dena Lyrics – (Vani Jairam — हमको मन की शक्ति देना devotional song
Ram भजन

हमको मन की शक्ति देना

Hum Ko Man Ki Shakti Dena Lyrics – (Vani Jairam

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

हमको मन की शक्ति देना, मन विजय करें, दूसरों की जय से पहले, खुद को जय करें ।

हमको मन की शक्ति देना, मन विजय करें, दूसरों की जय से पहले, खुद को जय करें, हमको मन की शक्ति देना ।

भेदभाव, भेदभाव अपने दिल से साफ़ कर सकें, हो भेदभाव अपने दिल से साफ़ कर सकें, दोस्तों से भूल हो तो माफ़ कर सकें, हो दोस्तों से भूल हो तो माफ़ कर सकें,

झूठ से बचे रहें सच का दम भरें, हो झूठ से बचे रहें सच का दम भरें, दूसरों की जय से पहले, खुद को जय करें ।

हमको मन की शक्ति देना, मन विजय करें, दूसरों की जय से पहले, खुद को जय करें, हमको मन की शक्ति देना ।

मुश्किलें पड़ें तो हम पे इतना कर्म कर, हो मुश्किलें पड़ें तो हम पे इतना कर्म कर, साथ दें तो धर्म का चलें तो धर्म पर, हो साथ दें तो धर्म का चलें तो धर्म पर,

खुद पे हौसला रहे बदी से ना डरें, हो खुद पे हौसला रहे बदी से ना डरें, दूसरों की जय से पहले, खुद को जय करें ।

हमको मन की शक्ति देना, मन विजय करें, दूसरों की जय से पहले, खुद को जय करें, हमको मन की शक्ति देना ।

Jai Sharde Vagishwari Lyrics – जय शारदे वागीश्वरी लिरिक्स ( Asha Bhosle )

Transliteration

Hum Ko Man Ki Shakti Dena, Man Vijay Kare, Dusro Ki Jay Se Pahle, Khud Ko Jay Kare.

Hum Ko Man Ki Shakti Dena, Man Vijay Kare, Dusro Ki Jay Se Pahle, Khud Ko Jay Kare, Hum Ko Man Ki Shakti Dena.

Bhedbhav, Bhedbhav Apne Dil Se Saaf Kar Sake, Ho Bhedbhav Apne Dil Se Saaf Kar Sake, Doston Se Bhool Ho To Maaf Kar Sake, Ho Doston Se Bhool Ho To Maaf Kar Sake,

Jhooth Se Bache Rahen, Sach Ka Dum Bharen, Ho Jhooth Se Bache Rahen, Sach Ka Dum Bharen, Dusro Ki Jay Se Pahle, Khud Ko Jay Kare.

Humko Man Ki Shakti Dena, Man Vijay Karen, Dusron Ki Jay Se Pahle, Khud Ko Jay Karen, Hum Ko Man Ki Shakti Dena.

Mushkile Pade To Hum Pe Itna Karm Kar, Ho Mushkile Pade To Hum Pe Itna Karm Kar, Sath De To Dharm Ka Chalen To Dharm Par, Ho Sath De To Dharm Ka Chalen To Dharm Par,

Khud Pe Hausla Rahe Badi Se Na Daren, Ho Khud Pe Hausla Rahe Badi Se Na Daren, Dusro Ki Jay Se Pahle, Khud Ko Jay Kare.

Hum Ko Man Ki Shakti Dena, Man Vijay Kare, Dusro Ki Jay Se Pahle, Khud Ko Jay Kare, Hum Ko Man Ki Shakti Dena.

Tu Hi Ram Hai Tu Rahim Hai Lyrics – तू ही राम है तू रहीम है प्रार्थना लिरिक्स

Vani Jairam Song – हमको मन की शक्ति देना प्रार्थना

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
ram
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
ram bhajan

Download Lyrics