आज राम मेरे घर आए: भजन
Aaj Ram Mere Ghar Aaye
आज राम मेरे घर आए: भजन — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Ram Naam Ka Jaadu Duniya Pe Cha Raha Hai
राम नाम का जादू, दुनिया पे छा रहा है: भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
राम नाम का जादू,
श्रीराम नाम का जादू,
दुनिया पे छा रहा है,
श्री राम जी की महिमा,
जन जन सुना रहा है ॥पाएगा सुख वो सच्चा,
जो भी शरण में आया,
इनके भगत जनों ने,
बिन मांगे ही सब पाया,
हर कोई इनके रंग में,
रंगता ही जा रहा है,
श्री राम जी की महिमा,
जन जन सुना रहा है ॥
हर विपदा से बचाए,
मोह माया से छुड़ाए,
दिल में लगन जगाए,
जग नाम मुख पे आए,
श्री राम नाम का सुमिरन,
जीवन सजा रहा है,
श्री राम जी की महिमा,
जन जन सुना रहा है ॥
राम नाम का जादू,
श्रीराम नाम का जादू,
दुनिया पे छा रहा है,
श्री राम जी की महिमा,
जन जन सुना रहा है ॥
Ram Naam Ka Jaadu,
Shriram Naam Ka Jaadu,
Duniya Pe Chha Raha Hai,
Shri Ram Ji Ki Mahima,
Jan Jan Suna Raha Hai ॥Payega Sukh Vo Sachcha,
Jo Bhi Sharan Mein Aaya,
Inke Bhagat Janon Ne,
Bin Mange Hi Sab Paya,
Har Koi Inke Rang Mein,
Rangta Hi Ja Raha Hai,
Shri Ram Ji Ki Mahima,
Jan Jan Suna Raha Hai ॥
Har Vipda Se Bachaye,
Moh Maya Se Chhudaye,
Dil Mein Lagan Jagaye,
Jag Naam Mukh Pe Aaye,
Shri Ram Naam Ka Sumiran,
Jeevan Saja Raha Hai,
Shri Ram Ji Ki Mahima,
Jan Jan Suna Raha Hai ॥
Ram Naam Ka Jaadu,
Shriram Naam Ka Jaadu,
Duniya Pe Chha Raha Hai,
Shri Ram Ji Ki Mahima,
Jan Jan Suna Raha Hai ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!