!doctype html> भोले आप की कृपा से, सब काम हो रहा है: शिव भजन (Bhole Aapki Kirpa Se Sab Kaam Ho Raha Hai) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Bhole Aapki Kirpa Se Sab Kaam Ho Raha Hai — भोले आप की कृपा से, सब काम हो रहा है: शिव भजन devotional song
Shiv भजन

भोले आप की कृपा से, सब काम हो रहा है: शिव भजन

Bhole Aapki Kirpa Se Sab Kaam Ho Raha Hai

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

मेरे भोले की कृपा से,

सब काम हो रहा है,

करते है भोले बाबा,

करते है भोले बाबा,

मेरा नाम हो रहा है,

मेरे भोलें की कृपा से,

सब काम हो रहा है ॥जीवन के मेरे हर दुःख,

मिटते ही जा रहे है,

जिस राह में थे कांटे,

वहां फूल खिल रहे है,

तेरी दया से अब तो,

हर काम बन रहा है,

करते है भोले बाबा,

मेरा नाम हो रहा है,

मेरे भोलें की कृपा से,

सब काम हो रहा है ॥

तेरा हाथ हो जो हम पर,

फिर क्या मुझे कमी है,

मेरी सांसो को नहीं अब,

कोई और आरजू है,

तेरा प्यार जो मिला अब,

राहत सा आ रहा है,

करते है भोले बाबा,

मेरा नाम हो रहा है,

मेरे भोलें की कृपा से,

सब काम हो रहा है ॥

BhaktiBharat Lyrics

तुम तो जगत के स्वामी,

तुम को ना पार पाऊं,

तुमसे की है मोहब्बत,

तुम बिन कहाँ मैं जाऊं,

तेरी भक्ति में मेरा मन,

निर्मल हो रहा है,

करते है भोले बाबा,

मेरा नाम हो रहा है,

मेरे भोलें की कृपा से,

सब काम हो रहा है ॥

Transliteration

Mere Bhole Ki Kirpa Se,

Sab Kaam Ho Raha Hai,

Karte Hai Bhole Baba,

Karte Hai Bhole Baba,

Mera Naam Ho Raha Hai,

Mere Bhole Ki Kirpa Se,

Sab Kaam Ho Raha Hai ॥Jivan Ke Mere har Dukh,

Mitate Hi Ja Rahe Hai,

Jis Rah Mein The Kante,

Waha Phool Khil Rahe Hai,

Teri Daya Se Ab To,

Har Kaam ban Raha Hai,

Karte Hai Bhole Baba,

Mera Naam Ho Raha Hai,

Mere Bhole Ki Kirpa Se,

Sab Kaam Ho Raha Hai ॥

Tera Haath Ho Jo Ham Par,

Phir Kya Mujhe Kabhi Hai,

Meri Sanso Ko Nahi Ab,

Koi Aor Araju Hai,

Tera Pyar Jo Mila Ab,

Rahat Sa aa Raha Hai,

Karte Hai Bhole Baba,

Karte Hai Bhole Baba,

Mera Naam Ho Raha Hai,

Mere Bhole Ki Kirpa Se,

Sab Kaam Ho Raha Hai ॥

BhaktiBharat Lyrics

Tum To Jagat Ke Swami,

Tum Ko Na Paar Paun,

Tumse Ki Hai Mohabat,

Tum Bin Kahan Mein Jaun,

Teri Bhakti Mein Mera Maan,

Nirmal Ho Raha Hai,

Karte Hai Bhole Baba,

Mera Naam Ho Raha Hai,

Mere Bhole Ki Kirpa Se,

Sab Kaam Ho Raha Hai ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
shiv
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
shiv bhajan

Download Lyrics