आए हैं भोले के द्वार - भजन
Aaye Hai Bhole Ke Dwar - Bhajan
आए हैं भोले के द्वार - भजन — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Gajanan Pure Kardo Kaaj
गजानन पूरे कर दो काज: श्री गणेश भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
गजानन पूरे कर दो काज,
शरण में आये हम भी आज,
शिव गौरा के राज दुलारे,
देवों के सरताज ॥सबसे पहले शिव भोले ने करि तुम्हारी पूजा,
हम भी पहले तुम्हे मनाएं काम करें फिर दूजा,
लड्डुओं का तुम्हे भोग लगाएं आजाओ महाराज,
गजानन पूरे कर दो काज ॥
मूसे की तुम करो सवारी शोभा जग में न्यारी,
एक दन्त गज बदन तुम्हारा जाऊं मैं बलिहारी,
तीन लोक में राज तुम्हारा धरती या आकाश,
गजानन पूरे कर दो काज ॥
BhaktiBharat Lyrics
सात सुरों से आज सजाई हमने तेरी माला,
हमको चरणों में रख लेना सुनलो गौरी लाला,
तेरी किरपा से राणा की गूंजे ये आवाज़,
गजानन पूरे कर दो काज ॥
Gajanan Pure Kardo Kaaj,
Saran Mein Aaye Hum Bhi Aaj,
Shiv Gaura Ke Raj Dulare,
Devon Ke Sartaj ॥Sabse Pahale Shiv Bhole Ne Kari Tumhari Puja,
Hum Bhi Pahale Tumhai Manaye Kaam Kare Phir Duja,
Ladduo Ka Tumhai Bhog Lagaye Aajao Maharaj,
Gajanan Pure Kardo Kaaj ॥
Muse Ki Tum Karo Sawari Sobha Jag Mein Nyari,
Ek Danta Gaj Badan Tumhara Jaun Mein Balihari,
Tin Lok Mein Raj Tumhara Dharati Ya Aakash,
Gajanan Pure Kardo Kaaj ॥
BhaktiBharat Lyrics
Saat Suron Se Aaj Sajae Hamne Teri Mala,
Humko Charanon Mein Rakh Lena Sunlo Gaura Laala,
Teri Kirpa Se Rana Ki Gunje Ye Aawaj,
Gajanan Pure Kardo Kaaj ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!