!doctype html> नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा - भजन (Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga — नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा - भजन devotional song
Shiv भजन

नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा - भजन

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा,

डम डम डमरू बजाना होगा ।

हम भक्तों को दरश दिखाना होगा,

नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा ॥तेरे दर पे भैरव मेरे, सब मिल आते हैं,

तेरे दर पे दादा मेरे, सब मिल आते हैं,

भक्ति के गीतों से तुमको रिझाते हैं,

झूम झूम तुमको भी गाना होगा,

डम डम डमरू बजाना होगा,

नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा,

डम डम डमरू बजाना होगा..

मेरे इस जीवन मे भैरव, छाया अंधियारा हैं,

मेरे इस जीवन मे दादा, छाया अंधियारा हैं,

सारी दुनिया छोड़ के आए, तु ही सबसे प्यारा हैं,

जीवन से दुःख को हटाना होगा,

डम डम डमरू बजाना होगा,

नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा,

डम डम डमरू बजाना होगा..

सब भक्तों को मेरे दादा, तेरा ही सहारा हैं,

सब भक्तों को मेरे दादा, तेरा ही सहारा हैं,

भवंरो में डोले नैय्या, मिलता ना किनारा हैं,

नैय्या को भव से पार लगाना होगा,

डम डम डमरू बजाना होगा,

नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा,

डम डम डमरू बजाना होगा..

Transliteration

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,

Dam Dam Damru Bajana Hoga ।

Ham Bhakton Ko Darash Dikhana Hoga,

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga ॥Tere Dar Pe Bhairav Mere, Sab Mil Aate Hain,

Tere Dar Pe Dada Mere, Sab Mil Aate Hain,

Bhakti Ke Geeton Se Tumko Rijhate Hain,

Jhoom Jhoom Tumko Bhi Gana Hoga,

Dam Dam Damru Bajana Hoga,

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,

Dam Dam Damru Bajana Hoga..

Mere Is Jeevan Me Bhairav, Chhaya Andhiyara Hain,

Mere Is Jeevan Me Daada, Chhaya Andhiyara Hain,

Saari Duniya Chhod Ke Aae, Tu Hi Sabse Pyara Hain,

Jeevan Se Duhkh Ko Hatana Hoga,

Dam Dam Damru Bajana Hoga,

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,

Dam Dam Damru Bajana Hoga..

Sab Bhakton Ko Mere Dada, Tera Hi Sahara Hain,

Sab Bhakton Ko Mere Dada, Tera Hi Sahara Hain,

Bhavanro Mein Dole Naiyya, Milta Na Kinara Hain,

Naiyya Ko Bhav Se Paar Lagana Hoga,

Dam Dam Damru Bajana Hoga,

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,

Dam Dam Damru Bajana Hoga..

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
shiv
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
shiv bhajan

Download Lyrics