!doctype html> उज्जैन के महाराज हो, दीनो के दीनानाथ हो - भजन (Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho — उज्जैन के महाराज हो, दीनो के दीनानाथ हो - भजन devotional song
Shiv भजन

उज्जैन के महाराज हो, दीनो के दीनानाथ हो - भजन

Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

उज्जैन के महाराज हो,

दीनो के दीनानाथ हो,

तुम कालों के काल हो,

बाबा महाकाल हो ॥दरबार में भोले के देखो,

झूम झुम जयकार लगे,

झूम झुम जयकार लगे,

भंग के रसिया भक्तो के संग,

झूम झूम इतराने लगे,

झूम झूम इतराने लगे,

हर हर का जब साथ हो,

बम बम का जयकार हो,

तुम कालों के काल हो,

बाबा महाकाल हो ॥

मंदिर में महाकाल सजे,

और ढोल नगाड़ा डमरू बजे,

ढोल नगाड़ा डमरू बजे,

झांझ मजीरे शंख मृदंग,

ताशे संग घड़ियाल बजे,

ताशे संग घड़ियाल बजे,

तन पे भस्म भभूत हो,

संग में भंग का रंग हो,

तुम कालों के काल हो,

बाबा महाकाल हो ॥

मेरे मन में है महाकाल,

मोह न माया और कोई जाल,

मोह न माया और कोई जाल,

जो कोई पूछे मेरा हाल,

मेरे मुख पर जय महाकाल,

मेरे मुख पर जय महाकाल,

बाबा मुझको तार दो,

सुन लो मेरी पुकार को,

तुम कालों के काल हो,

बाबा महाकाल हो ॥

उज्जैन के महाराज हो,

दीनो के दीनानाथ हो,

तुम कालों के काल हो,

बाबा महाकाल हो ॥

Transliteration

Ujjain Ke Maharaj Ho,

Dino Ke Dinanath Ho,

Tum Kalo Ke Kal Ho,

Baba mahakal Ho ॥Darwar Mein Bhole Ke Dekho,

Jhum Jhum Jaykar Lage,

Jhum Jhum Jaykar Lage,

Bhang Ke Rasiya Bhakto Ke Sang,

Jhum JHum Itrane Lage,

Jhum JHum Itrane Lage,

Har Har Ka Jab Saath Ho,

Bam Bam Ka Jaykar Ho,

Tum Kalo Ke Kal Ho,

Baba mahakal Ho ॥

Mandir Mein Mahakal Saje,

Aur Dhol Nagada Damru Baje,

Jhaanjh Majire Shankh Mrdang,

Tashe Sang Ghadiyaal Baje,

Tashe Sang Ghadiyaal Baje,

Tan Pe Bhasm Bhabhut Ho,

Sang Mein Bhang Ka Rang Ho,

Tum Kalo Ke Kal Ho,

Baba mahakal Ho ॥

Mere Maan Mein Hai Mahakal,

Moh Na Maya Aur Koi Jaal,

Moh Na Maya Aur Koi Jaal,

Jo Koi Puche Mera Haal,

Mere Mukh Pe Jay Mahakal,

Mere Mukh Pe Jay Mahakal,

Baba Mujhko Tar Do,

Tum Kalo Ke Kal Ho,

Baba mahakal Ho ॥

Ujjain Ke Maharaj Ho,

Dino Ke Dinanath Ho,

Tum Kalo Ke Kal Ho,

Baba mahakal Ho ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
shiv
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
shiv bhajan

Download Lyrics