!doctype html> उज्जैन में विराजे, महाकाल प्यारे प्यारे - भजन (Ujjain Mein Viraje Mahakal Pyaare Pyaare) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Ujjain Mein Viraje Mahakal Pyaare Pyaare — उज्जैन में विराजे, महाकाल प्यारे प्यारे - भजन devotional song
Shiv भजन

उज्जैन में विराजे, महाकाल प्यारे प्यारे - भजन

Ujjain Mein Viraje Mahakal Pyaare Pyaare

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

उज्जैन में विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे,

महाकाल प्यारे प्यारे,

महाकाल डमरू वाले,

क्ष्रिप्रा तट विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे,

उज्जैन मे विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे ॥महाकाल की महफ़िल सजी है,

डमरू वाले की महफ़िल सजी है,

महाकाल की महफ़िल सजी है,

उज्जैन मे विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे ॥

शिव की रहमत का झूमर सजा है,

हमको महसूस ये हो रहा है,

शिव की रहमत का झूमर सजा है,

उज्जैन मे विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे ॥

तुम तो कालों के काल हो बाबा,

तेरे नाम से मिट जाए बाधा,

तुम तो कालों के काल हो बाबा,

उज्जैन मे विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे ॥

उज्जैन में विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे,

महाकाल प्यारे प्यारे,

महाकाल डमरू वाले,

क्ष्रिप्रा तट विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे,

उज्जैन मे विराजे,

महाकाल प्यारे प्यारे ॥

Transliteration

Ujjain Mein Viraje,

Mahakal Pyaare Pyaare,

Mahakal Pyaare Pyaare,

Mahakal Damru Wale,

Kshipra Tat Biraje,

Mahakal Pyaare Pyaare,

Ujjain Mein Viraje,

Mahakal Pyaare Pyaare ॥Mahakal Ki Mahphil Saji Hai,

Damru Wale Ki Mahphil Saji hai,

Mahakal Ki Mahphil Saji Hai,

Ujjain Mein Viraje,

Mahakal Pyaare Pyaare ॥

Shiv Ki Rehmat Ka Damru Saja Hai,

Humko Mehsus Ye Ho Raha Hai,

Shiv Ki Rehmat Ka Damru Saja Hai,

Ujjain Mein Viraje,

Mahakal Pyaare Pyaare ॥

Tum To Kalo Ke Kaal Ho Baba,

Tere Naam Se Mit Jaye Badha,

Tum To Kalo Ke Kaal Ho Baba,

Ujjain Mein Viraje,

Mahakal Pyaare Pyaare ॥

Ujjain Mein Viraje,

Mahakal Pyaare Pyaare,

Mahakal Pyaare Pyaare,

Mahakal Damru Wale,

Kshipra Tat Biraje,

Mahakal Pyaare Pyaare,

Ujjain Mein Viraje,

Mahakal Pyaare Pyaare ॥

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
shiv
Type
bhajan
Published
21 जून 2026
Tags
shiv bhajan

Download Lyrics