!doctype html> सुबह जपो शाम जपो राम राम राम - भजन (Subah Japo Sham Japo Ram Ram Ram) Lyrics — Vrinda Ke Geet
Subah Japo Sham Japo Ram Ram Ram — सुबह जपो शाम जपो राम राम राम - भजन devotional song
Ram मंत्र

सुबह जपो शाम जपो राम राम राम - भजन

Subah Japo Sham Japo Ram Ram Ram

Published: 21 जून 2026

Watch
Ring Bell
Light Diya
Text Size 100%

हिंदी

।श्री राम संकीर्तन । सुबह जपो , शाम जपो ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

तन से जपो , मन से जपो ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

सुख में जपो , दुख में जपो ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

आते जपो , जाते जपो ,

राम राम राम ,

भक्तिभारत लिरिक्स

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

खाते जपो , पीते जपो ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

सोते जपो , जगते जपो ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

उठते जपो , बैठते जपो ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

शिव जी जपे , गोरा जपे ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

कृष्ण जपे , राधा जपे ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

भरत जपे , हनुमत जपे ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

सबरी जपे , मीरा जपे ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

भक्त जपे , संत जपे ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ,

हम भी जपे , तुम भी जपो ,

राम राम राम ,

भव से करे पार बस ,

एक राम नाम ।

Transliteration

। Shri Ram Sankirtan । Subah Japo, Sham Japo,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam,

Tan Se Japo, Man Se Japo,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam,

Sukh Mein Japo, Dukh Mein Japo,

Ram Ram Ram ,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam ,

Aate Japo, Jaate Japo,

Ram Ram Ram,

Bhaktibharat Lyrics

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam,

Khate Japo, Peete Japo,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam,

Sote Japo, Jagte Japo,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam,

Uthte Japo, Baithte Japo,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam,

Shiv Ji Jape, Gora Jape,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam ,

Krishna Jape, Radha Jape,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam ,

Bharat Jape, Hanumat Jape,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam,

Sabri Jape, Meera Jape,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam ,

Bhakt Jape, Sant Jape,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam ,

Ham Bhi Jape, Tum Bhi Japo ,

Ram Ram Ram,

Bhav Se Kare Paar Bus,

Ek Ram Naam ।

🕉️
🌸 play & learn 🌸

Bhakti Mela (भक्ति मेला)

Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!

🎪 Enter Bhakti Mela ➔

Watch on YouTube

Song Details

Category
ram
Type
mantra
Published
21 जून 2026
Tags
ram mantra

Download Lyrics