आजा भक्तो की सुनके पुकार, ओ मरघट वाले बाबा जी: भजन
Aaja Bhakto Ki Sun Ke Pukar O Marghat Wale Baba Ji
आजा भक्तो की सुनके पुकार, ओ मरघट वाले बाबा जी: भजन — a beautiful devotional aarti lyrics page.
!doctype html>
Balaji Ke Charno Mein Ye Kaam Kar Diya
बालाजी के चरणों में ये काम कर दिया: भजन — a beautiful devotional bhajan lyrics page.
Published: 21 जून 2026
बालाजी के चरणों में ये काम कर दिया,
एक दिल था वो भी इनके नाम कर दिया ॥कबसे थी तलाश मुझे इनके प्यार की,
आज घडी मिट गई है इंतज़ार की,
इनका नाम लेना सुबह शाम कर दिया,
मैंने इनका नाम लेना सुबह शाम कर दिया,
एक दिल था वो भी इनके नाम कर दिया ॥
तुम मेरे रहो ये मेरी आरज़ू रहे,
पूजता तुम्हे ही रहूं जुस्तुजू रहे,
मन को मैंने अपना गुलाम कर दिया,
एक दिल था वो भी इनके नाम कर दिया ॥
BhaktiBharat Lyrics
मेरे मुस्कुराने की वजह तुम तो हो,
मेरे दिल के हर आईने में तुम तो हो,
अब तो इस जुबां पे राम राम कर दिया,
मैंने अब तो इस जुबां पे राम राम कर दिया,
एक दिल था वो भी इनके नाम कर दिया ॥
Balaji Ke Charno Mein Ye Kaam Kar Diya,
Ek Dil Tha Wo Bhi Inke Naam Kar Diya ॥Kabase Thi Talash Mujhe Inke Pyar Ki,
Aaj Ghadi Mit Gae Hai Intijar Ki,
Inka Naam Lena Subhah Shaam Kar Diya,
Maine Inka Naam Lena Subhah Shaam Kar Diya,
Ek Dil Tha Vo Bhi Inke Naam Kar Diya ॥
Tum Mere Raho Ye Meri Aaraju Rahe,
Pujata Tumhai Hi Rahun Justhaju Rahe,
Maan Ko Maine Apana Gulam Kar Diya,
Ek Dil Tha Vo Bhi Inke Naam Kar Diya ॥
BhaktiBharat Lyrics
Mere Muskurane Ki Vajaha Tum To Ho,
Mere Dil Ke Har Aaene Main Tum To Ho,
Ab To Is Juban Pe Ram Ram Kar Diya,
Maine Ab To Is Juban Pe Ram Ram Kar Diya,
Ek Dil Tha Vo Bhi Inke Naam Kar Diya ॥
Solve beautiful jigsaw puzzles, play devotional quizzes, and build your daily streak!